Chupke se kahin
Dheeme paanv se
Jaane kis tarah
Kis ghadi
Aage badh gaye
Hum se raahon mien
Par tum to abhi the yahin
Kuchh bhi na suna
Kab ka tha gila
Kaise kah diya
Alvida.........
Jinke darmiyaan
Gujri thi abhi
Kal tak ye meri jindagi
Lo un baanhon ko
Thandi chhaon ko
Hum bhi kar chale
Alvida..........
Alvida alvida
Meri raahen alvida
Meri saansen kahti hain
Alvida..........
Alvida alvida
Ab kahna aur kya
Jab tune kah diya
Alvida..........
Sun le bekhabar
Yun aankhen pher kar
Aaj tu chali ja
Dhoondhegi najar
Humko hi magar
Har jagah........
Aisi raaton mien
Le ke karvaten
Yaad humein karna
Aur phir haar kar
Kahna kyun magar
Kah diya
Alvida......
Alvida alvida
Koi poochhe to zara
Kya socha aur kaha
Alvida.......
Alvida alvida
Ab kahna aur kya
Jab tune kah diya
Alvida........
Hum the diljale
Phir bhi dilkahe
Kaash mere sang aaj
Hote tum agar
Hoti har dagar
Gulsitaan.........
Tumse hain khafa
Hum naraj hain
Dil hai pareshn
Socha na suna
Tune kyun bhala
Kah diya
Alvida........
Alvida alvida
Koi poochhe to zara
Kya socha aur kaha
Alvida.........
Alvida alvida
Ab kahana aur kya
Jab tune kah diya
Alvida.........
Alvida alvida
Alvida alvida
Kyun socha aur kaha
Alvida.........
Lo un banhon ko
Thandi chhaon ko
Hum bhi kar chale
Alvida.........
Tuesday, October 16, 2007
Subscribe to:
Comments (Atom)
